Thursday, September 22, 2011

Chandanalepa Sugandham (Oru Vadakkan Veeragatha)

 
Title       : Chandanalepa Sugandham (Oru Vadakkan Veeragatha)
Music    : Bombay Ravi
Lyricist  : K Jayakumar
Singer   : K J Yesudas
--------------------------------------------------------------------------------------
Chandanalepa sugandham choodiyathaaro kaatto kaaminiyo (2)
Maivarnna petti thurannu koduthathu yauvvanamo ruthu devathayo
Yauvvanamo ruthu devathayo
Chandanalepa sugandham choodiyathaaro kaatto kaaminiyo

Chenkadali malar chundilinnaarkku nee kumkuma raagam karuthi vachu
Thozhuthu madangumbol koovalappoomizhi mattethu devane thedi vannu
Maaranikkacha kavarnno kaattu nin anga paraagam nukarnno
(aa.aaa...)
Chandanalepa sugandham choodiyathaaro kaatto kaaminiyo

malleesaayakan thannaycho ninte angopaanga vibhooshanangal
pookkila njori vachuduthu nin yauvvanam puthari ankam kurikkayaayo
ponnaranjaanam ulanjo muthadarnnee nakha kaanthi kavarnno (2)
(aa.....aaa.....)

Chandanalepa sugandham choodiyathaaro kaatto kaaminiyo
Maivarnna petti thurannu koduthathu yauvvanamo ruthu devathayo
Yauvvanamo ruthu devathayo
Chandanalepa sugandham choodiyathaaro kaatto kaaminiyo

Tuesday, September 20, 2011

Aas Pass Khuda (Anjaana Anjaani)

Title       : Aas Pass Khuda (Anjaana Anjaani)
Music    : Vishal - Shekhar
Lyricist  : Kumaar, Vishal Dadlani
Singer   : Rahat Fateh Ali Khan
--------------------------------------------------------------------------------------
Dhundhla jaayein jo manzilein
Ik pal ko tu nazar jhuka
Jhuk jaaye sar jahan wahi
Milta hai rab ka raasta
Teri kismat tu badal de
Rakh himmat bus chal de
Tere saathi mere kadmon ke hain nishaan
Tu na jaane aas pass hai khuda - 6 

Khud pe daal tu nazar
Haalaton se haar kar
Kahan chala re
Haath ki lakeer ko
Modhta marodta
Hai hausla re
Toh khud tere khwabon ke rang mein
Tu apne jahan ko bhi rang de
Ke chalta hoon mein tere sang mein
Ho shaam bhi toh kya
Jab hoga andhera
Tab paayega dar mera
Uss dar pe phir hogi teri subah
Tu na jaane aas pass hai khuda - 4 

Mitt jaate hain sabke nishaan
Bas ek woh mitt ta nahin hai haye
Maan le jo har mushkil ko marzi meri haye
Ho humsafar na tera jab koi
Tu ho jahan rahunga mein wahi
Tujhse kabhi na ik pal bhi mein judaa
Tu na jaane aas pass hai khuda - 8

Tujhe Bhula Diya (Anjaana Anjaani)

Title       : Tujhe Bhula Diya (Anjaana Anjaani)
Music    : Vishal - Shekhar
Lyricist  : Kumaar, Vishal Dadlani
Singer   : Mohit Chauhan, Shekhar Ravjiani, Shruti Pathak
--------------------------------------------------------------------------------------
Naina lageeyan baarishan
Te sukke sukke sapne vi pijj gaye
Naina lageeyan baarishan
Rove palkein de kone vich neendh meri
Naina laggeyan baarishan
Hanju digde ne chot lage dil te
Naina laggeyan baarishan
Rut birha de badlan di chaa gayi

Kaali kaali khaali raaton se
Hone lagi hai dosti
Khoya khoya inn raahon mein
Ab mera kuch bhi nahi
Har pal har lamha
Main kaise sehta toon
Har pal har lamha
Main khudh se yeh kehta rehta hoon
Tujhe bhula diya oh
Tujhe bhula diya oh
Tujhe bhula diya oh
Phir kyun teri yaadon ne
Mujhe rula diya oh
Mujhe rula diya

Teri yaadon mein likhe jo lafz dete hai sunayi
Beetay lamhe poochte hai kyun hue aise judaa
Khuda, khuda mila jo yeh faasla hai
Khuda tera hi yeh faisla hai
Khuda hona tha woh ho gaya
Jo tune tha likha

Kaali kaali khaali raaton se
Hone lagi hai dosti
Khoya khoya inn raahon mein
Ab mera kuch bhi nahi
Har pal har lamha
Main kaise sehta toon
Har pal har lamha
Main khudh se yeh kehta rehta hoon
Tujhe bhula diya oh
Tujhe bhula diya oh
Tujhe bhula diya oh
Phir kyun teri yaadon ne
Mujhe rula diya oh
Mujhe rula diya

Naina lageeyan baarishan
Te sukke sukke sapne vi pijj gaye
Naina lageeyan baarishan
Rut birha de badlan di cha gayi

Do pal tujhse juda tha
Aise phir rasta muda tha
Tujhse mein khone laga
Juda jaise hone laga
Mujhse kuch mera

Tu hi meri liye ab kar dua
Tu hi iss dard se kar de juda
Tera hoke tera jo main na raha
Main yeh khud se kehta hoon

Tujhe bhula diya oh
Tujhe bhula diya oh
Tujhe bhula diya oh
Phir kyun teri yaadon ne
Mujhe rula diya oh
Mujhe rula diya

Bhaag D.K. Bose (Delhi Belly)

Title       : Bhaag D.K. Bose (Delhi Belly)
Music    : Pritam
Lyricist  : Amitabh Bhattacharya
Singer   : Ram Sampath
-------------------------------------------------------------------------------------------------

Daddy mujhse bola, tu galti hai meri
Tujhpe zindgaani, guilty hai meri
Saabun ki shakal mein, beta tu toh nikla kewal jhaag, jhaag, jhaag, bhaag

Bhaag bhaag - 4 times

Oh by God lag gayi, kya se kya hua
Dekha toh katora, jhaanka toh kuaan
Pidhi jaisa chooha, dum pakda toh nikla kaala naag, naag, naag, bhaag

Bhaag bhaag D K Bose, D K Bose, D K Bose, bhaag bhaag, D K Bose, D K bhaag - (2)
Aandhi aayi - 4 times
Bhaag bhaag D K Bose, D K bhaag
Bhaag bhaag D K Bose, D K Bose, D K Bose, aandhi aayi hai

Kisne kisko loota, kiska maatha kaise phoota, kya pataa
Bhaiyya we don't have a clue
Itna hi pataa hai, aagey daude toh bhala hai
Peeche toh
Ek raakshas phaade muh
Ik aandhi aayi hai, sandesa laayi hai

Bhaag bhaag D K Bose, D K Bose, D K Bose, bhaag bhaag, D K Bose, D K bhaag - (2)
Aandhi aayi - 4 times
Bhaag bhaag D K Bose, D K bhaag
Bhaag bhaag D K Bose, D K Bose, D K Bose, aandhi aayi hai

Hum toh hain kabootar, do paiyye ka ek scooter, zindagi
Jo dhakelo toh chale
Aur kismat ki hai kadki, roti kapda aur ladki
Teeno hi
Paapad belo toh mile
Yeh bheja garden hai, aur tension maali hai

Mann ka Taanpoora, frustration mein chede ek hi raag
Raag, Raag, bhaag

Bhaag bhaag D K Bose, D K Bose, D K Bose, bhaag bhaag, D K Bose, D K bhaag - (2)
Aandhi aayi - 4 times
Bhaag bhaag D K Bose, D K bhaag
Bhaag bhaag D K Bose, D K Bose, D K Bose, aandhi aayi hai

Daddy mujhse bola, tu galti hai meri
Tujhpe zindgaani, guilty hai meri
Saabun ki shakal mein, beta tu toh nikla kewal jhaag, jhaag, jhaag, bhaag

Bhaag bhaag D K Bose, D K Bose, D K Bose, bhaag bhaag, D K Bose, D K bhaag - (2)
Aandhi aayi - (4)
Bhaag bhaag D K Bose, D K bhaag
Bhaag bhaag D K Bose, D K Bose, D K Bose, aandhi aayi hai

Pee Loon Tere (Once Upon A Time In Mumbai)

Title       : Pee Loon Tere (Once Upon A Time In Mumbai)
Music    : Pritam
Lyricist  : Irshad Kamil
Singer   : Mohit Chauhan
-------------------------------------------------------------------------------------------------
pee loon tere nile nile nainon se shabnam
pee loon tere gile gile hoto ki sargam
pee loon hai pine ka mausam
(tere sang ishq taari hai, tere sang ik khumari hai
tere sang chain bhi mujhako, tere sang bekraari hai) - (2)
tere bin jee nahi lagada, tere bin jee nahi sakada
tujhape hai haare maine vaare do jahaan
kurbaan, meherbaan, ke main toh kurbaan
sun le jara, tera kurbaan

hosh mein rahu kyun aaj main
tu meri baahon mein simati hai, mujhame samaayi hai yuun
jis tarah ki koyi hum nadi
tu mere sine mein chhupati hai, sagar tumhara main hoon
pee loon teri dhimi dhimi leharo ki chham chham
pee loon teri saundi saundi saanso ko har dum
pee loon hai pine ka mausam
(tere sang ishq taari hai, tere sang ik khumari hai
tere sang chain bhi mujhako, tere sang bekraari hai) - (2)

shaam ko milu jo main tujhe
toh bura subah na jaane tu kuchh maan jaati hai yeh
har lamaha, har ghadi, har pehar
hi teri yaadon se tadapa ke, mujhako jalaati hai yeh
pee loon main dhire dhire jalane ka yeh gum
pee loon inn gore gore haantho se hum dum
pee loon hai pine ka mausam
(tere sang ishq taari hai, tere sang ik khumari hai
tere sang chain bhi mujhako, tere sang bekraari hai) - (2)
tere bin jee nahi lagada, tere bin jee nahi sakada
tujhape hai haare maine vaare do jahaan
kurbaan, meherbaan, ke main toh kurbaan
sun le jara, tera kurbaan

Agar Tum Mil Jao (Zeher)

Title       : Agar Tum Mil Jao (Zeher)
Music    : Roop Kumar Rathod
Lyricist  : Sayeed Qadri
Singer   : Shreya Ghoshal
------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Tumhe paa kar zamane bhar se rishta tod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum

Bina tere koyi dilkash nazara hum na dekheinge
Bina tere koyi dilkash nazara hum na dekheinge
Tumhe na ho pasand usko dobara hum na dekheinge
Teri soorat na ho jis mein
Teri soorat na ho jis mein
Woh sheesha tod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum

Tere dil mein raheinge tujhko apna ghar bana lenge
Tere dil mein raheinge tujhko apna ghar bana lenge
Tere khwaabon ko beheno ki tarah khud par saja lenge
Kasam teri kasam
Kasam teri kasam
Taqdeer ka roog mod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum

Tumhe hum apne jism-o-jaan mein kuch aise basa lenge
Tumhe hum apne jism-o-jaan mein kuch aise basa lenge
Teri khushboo apne jism ki khushboo bana lenge
Khuda se bhi na jo toote
Khuda se bhi na jo toote
Woh rishta jod lenge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Tumhe paa kar zamane bhar se rishta tod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum

Ik Junoon (Paint It Red) (Zindagi Na Milegi Dobara)

Title       : Ik Junoon (Paint It Red) (Zindagi Na Milegi Dobara)
Music    : Shankar, Ehsaan & Loy
Lyricist  : Javed Akhtar
Singer   : Vishal Dadlani, Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani, Gulraj Singh, Alyssa                Mendonsa
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------
 Paint it, paint it, paint it ..

Oo aa, take the world and paint it red
Oo aa, paint it red
Oo aa, take the world and paint it red
Oo aa, paint it red
Ik junoon ik deewangi
Har taraf har taraf
Bekhudi bekhudi bekhudi
Har taraf har taraf
Kahe halke halke yeh rang jhalke jhalke
Jo kisse hain kal ke bhula de tu
Koi haule haule mere dil se bole
Kisi ka toh hone chal jaane de koi jadoo
Oo aa, take the world and paint it red
Oo aa, paint it red (cool say)
Oo aa, take the world and paint it red
Oo aa, paint it red

Ek junoon ek deewangi
Har taraf har taraf
Bekhudi bekhudi bekhudi
Har taraf har taraf

Yeh pal joh bharpoor hai jo nashe mein choor hai
Iss pal ke daaman mein hai madhoshiyan
Ab toh yeh andaaz hai haathon haathon saaz hai
Aawazo mein ghulti hai rangeeniyan
And take the world & on & on
And paint the world and na na na

Kahe halke halke yeh rang jhalke jhalke
Jo kisse hain kal ke bhula de tu
Koi haule haule mere dil se bole
Kisi ka toh hone chal jaane de koi jadoo
Oo aa, take the world and paint it red
Oo aa, paint it red
Oo aa, take the world and paint it red
Oo aa, paint it red

Oo aa, oo aa

Sab zanjeerein todh ke saare uljan chhod ke
Hum hai dil hai aur hai awaargi
Kuch din se hum log par aata hai sab ko nazar
Aaya hai jo daur hai awaargi
And take the world & on & on
And paint the world and na na na

Kahe halke halke yeh rang jhalke jhalke
Jo kisse hain kal ke bhula de tu
Koi haule haule mere dil se bole
Kisi ka toh hone chal jaane de koi jadoo
Oo aa, take the world and paint it red, oo aa, paint it red - (6)